SaArIyAh (01-19-2010)
Tha ek waqt aisa jab hum pyaar kiya karte the
Soch kar un lamhon ko muskura parte the jab ek doosre ke haathon mein haath hua kartien the dekhte the un gheri aankhon mein aur kho jaya karte the vo sapne ki duniya hum roz banaya karte the tha ek waqt aisa jab hum pyar kiya karte the.......un lambi saanson mein hum pal pal jiya karte the tumhare sapne meri manzil hua karte the dekhti jab tum un nigahoon se sara jahan tumhare kadmo mein daal diya karte the jab ek doosre ki ankahin baatein jaan liya karte the tha ek waqt aisa jab hum pyaar kiya karte the.....badla hawaaon ka rukh juda hua hum aise palke jhapakti hai jaise naa jee sakte the naa mar sakte thai aur ek yeh aansun the jo kabhi naa thamte the in lamhoon mein chaand taaron ke aansoon mein bheega karte the sochte un lamhon ko jab hum pyaar kiya karte the chale gaye the door itne ki tumhe apni aankhon mein dekha karte the par soch kar un lamhon ko jee liya karte the nahi tha ab saath tumhara shukriya un lamhon ka jinhe soch kar hum jee liya kare the tha ek waqt aisa jab hum pyaar kiya karte the.........
Dhuki_prince@yahoo.com
mujhe pasand tha har jhoot us k honton say
wo such na bolta mujh say to kitna achha tha
SaArIyAh (01-19-2010)
Is Raat Ke...Tanhaiyo Ke Sab Rang Badal Gaye Hain Chand Nikla Hai Waise Hi Andhere Badal Gaye Hain Jin Ke Bharose The Khushiya Woh Badal Tehar Gaye Hain Manzilein To Ab Bhi Woh Hi Hain Kuch Rastey Badal Gaye Hain Jin Peh Kiya Tha Bharosa Hum Ne Woh Dost Bichar Gaye Hain Dekha Tha Jo Hum Ne Woh Khowab Badal Gaye Hain Jo Bana Thaa Kabhi Humsafar Aaj Woh Hi Mukar Gaye Hain Iss Tootey Hue Dil Ke Sare Jazbaat Badal Gaye Hain Na Badle Kabhi Hum Na Badle Humare Khayalat Bas Rona Hai Yehi kuch loog badal gaye hain....
Dhuki_prince@yahoo.com
mujhe pasand tha har jhoot us k honton say
wo such na bolta mujh say to kitna achha tha
SaArIyAh (01-19-2010)
Uski Yaad Mein!
uski yaad mein dekho hum kya karte hain,bikhri hui zindagi mein deewaronse baatein karte hain,dekha usse kal maine par woh ek chalava nikla.meri kismat dekho jo mera tha woh paraya nikla,kehte hai ki ishq mein toh lut jana chahiye,par jab tera sath hee na rahi toh phir kya jie kar karna...
Dhuki_prince@yahoo.com
mujhe pasand tha har jhoot us k honton say
wo such na bolta mujh say to kitna achha tha
SaArIyAh (01-19-2010)
Wo Mera Tha Ye Batana Ajeeb Lagta Hai Ab Us Se Aankh Milana Ajeeb lagta Hai Jo Zindagi Main Kabhi Mera Ho Na Paya Ab Uska Khuab Main Anaa Ajeeb Lagta Hai Bade Khuloos Se Dawat Tu Us Ne Bheji Hai Par Uski Mehfil Main Jana Ajeeb Lagta Hai Tha Jis Ka Haath Hamesha Hamare Hatoon Main Ab Usse Haath Milana Ajeeb lagta hay Wo Mera Tha Ye Batana Ajeeb Lagta Hai Ab Us Se Aankh Milana Ajeeb lagta Hai
Dhuki_prince@yahoo.com
mujhe pasand tha har jhoot us k honton say
wo such na bolta mujh say to kitna achha tha
SaArIyAh (01-19-2010)
Bohat dino se mera Dil uddas rehta hai Main kya karoon bas ek hi shaks yaad rehta hai Kabhi khayaal hi nahi aata ke main akela hoon ab to mera dost mere saath rehta hai tum se baat karte hue halat ajeeb hoti hai mujhe to kuch bhi na hosh-o-hawaas rehta hai kahin tum badal na jao kahin tum mujhe bhool na jao na jaane kyun mujhe ab yeh khauf her waqt rehta hai naa jaane mere Dil ko kya hogaya hai kyun ab yeh her waqt uddas rehta hai
Dhuki_prince@yahoo.com
mujhe pasand tha har jhoot us k honton say
wo such na bolta mujh say to kitna achha tha
SaArIyAh (01-19-2010)
Aab Kay Yoon Dil Ko Saza Di Hum Nay Us Ki Her Baat Bhula Di Hum Nay Eik , Eik Phool Bohat Yaad Aaya Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay Aaj Tak Jis Pay Woh Shermatay Hain Baat Woh Kab Ki Bhula Di Hum Nay Sheher-E-Jahan Rakh Say Abad Hua Aag Jab Dil Ki Bujha Di Hum Nay Aaj Phir Yaad Bohat Aaya Woh Aaj Phir Us Ko Dua Di Hum Nay Koi To Baat Hia Us Main Faiz Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay
Dhuki_prince@yahoo.com
mujhe pasand tha har jhoot us k honton say
wo such na bolta mujh say to kitna achha tha
SaArIyAh (01-19-2010)
Pyar Woh Mujhe Sey Kar Na Saki Nafrat Main Us Sey Kar Na Saka Zindagi Mere Ho Na Saki Moot Ko Main Rook Na Saka Woh Kisi or Ki Ho Gaye Main Kisi or Ka Ho Na Saka Woh Mujhey Bhool Gaye Main Ussay Bhula Na Saka Wo Has Kar Chale Gaye Main Ji Bhar Kar Roo Bhi Na Saka ..
Dhuki_prince@yahoo.com
mujhe pasand tha har jhoot us k honton say
wo such na bolta mujh say to kitna achha tha
SaArIyAh (01-19-2010), ~HearT HacKeR~ (02-12-2010)
شکریہ دوست! بہت اچھے
dukhi_prince (01-19-2010), ~HearT HacKeR~ (02-12-2010)
Nice Jiiii Thanks..............
~HearT HacKeR~ (02-12-2010)
hmmmmmmmm nice sharing.
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)
Bookmarks